In early morning....
Drishti wake up... saw herself in car... rakshit was driving the car....
Drishti:- ye sab kya he rakshit.. mujhe kaha le ja rahe ho?
Rakshit:- hey good morning.. my red velvet cake......ab sach chupane ka koi fayeda nai he.... kal raat jab me tumhare room me aaya tha.. tab tumhari diary padh li mene...
Drishti scared....
Drishti:- tumne meri daiary ko haath kaise lagaya koi manners he ya nai tum me...
Rakshit:- ab ek our word nai.... drama band karo apna... and apna pyar confess karo...
Drishti:- me....me nai karti tumse pyar..
Rakshit:- to diary me jhooth likha he..
Drishti:- mujhe ghar jana he... aaj meri haldi mehndi he...
Rakshit:- jab dulha saath he to our chizon k bare me mat socho... say it damat... that you love me.... warna..
Drishti:- warna kya...
Rakshit:- me tumhe push karke... is car k saath khai me gir jaunga...
Drishti shocked...
Drishti try to stop rakshit... but rakshit hold her hand and drive fast....
Drishti:- rakshit ruk jao... ham mar jayenge...
Rakshit:- meri zindagi to maut se bhi buri ban gayi he... but me tumhe kuch nai hone dunga...
Rakshit try to push drishti from car but she hold his arms tight...
Rakshit:- drishti chodo mujhe...
Drishti:- nai... agat tumhe kuch ho gaya to...
Rakshit:- to tum khush rahogi... tumhe kya farak padega...
Drishti:- i love you so much rakshit... pl car roko..
Rakshit:- nai... tum mujhe bachane k liye bol rahi ho... me nai maan sakta..
Drishti:- sach rakshit... mene apni life me sirf tumse pyar kiya he... our hamesha karti rahungi... but hum ek nai ho sakte pl samjho meri...
Rakshit:- divya ki wajah se na....
Drishti:- haa... pl car ki speed slow karo.. hum baith kar baat karte he na.. pl...
Rakshit calm down...
Rakshit:- okk..
Rakshit:- oh god car k break fail ho gaye he... ab car kaise roku....hume jump karna hoga...
Drishti:- thik he...
Rakshit took drishti in his arms and they jump from car.... both fell and rolling on down hill 50 feet down on snow.....
Drishti:- oooychhh meri back... ye kya kiya tumne...
Rakshit:- mene tumhari jaan bachai he... our tum mujh par hi gussa kar rahi ho...
Drishti:- to our kya karu... itni dhalaan me he... ab hum upar kaise jayenge... kitni thand lag rahi he.... charo taraf bas snow hi he.....
Rakshit:- to ye sab meri galti he..
Drishti:- our kiski he...
Rakshit:- abhi sunrise hone me time he... hum us ghar me chalte he.... baad me kisi se help k liye puchenge...
Drishti:- hmm chalo..
Drikshit went in empty house and lock the door...
Rakshit shivering due to coldness...drishti saw him ... and search blanket for him...... but one small blanket she found.....
Drishti:- rakshit isse khud ko cover kar lo.. accha lagega...
Rakshit:- tum bhi to kaanp rahi ho..
Drishti:- me thik hu...
Rakshit:- mere saath aa jao.. pl.. zid mat karo...
Drikshit sit on bed with blanket....
Rakshit:- ab bolo...
Drishti:- kya..
Rakshit:- ki tum mujhe bahut pyar karti ho...
Drishti:- bol to diya... ab kyo bolu...
Rakshit:- kitni ziddi ho tum...
Rakshit hug her tight... and drishti's heartbeat skipped....
Rakshit:- i love you drishti... pl mujhe mat chodo me jee nai paunga tumhare bina....
Drishti:- i love you too rakshit... me bhi tumse bahut pyar karti hu but...
Rakshit:- but kya...
Drishti:- agar divya ne apne pagalpan me chacha chachi ko kuch kar diya to me kaise khud ko maaf kar paungi...
Rakshit:- hum police me jayenge .. me securty laga dunga...
Drishti:- divya obsessed he tumhare liye.... chacha chachi jaise bhi ho unhene mujhe ghar diya he... secure life di he me unki life khatre me nai daal sakti... pl tum divya se shadi kar lo... and khush rehne ki koshish karo.. yahi hum sab k liye accha he...
Rakshit:- tum khush reh paogi kabir k saath... wo to bahut accha he na..
Drishti:- wo bahut accha dost he... me koshish...
Rakshit:- tum to bol bhi nai pa rahi ho.. kaise rahogi uske saath...
Drikshit lost in each other's eyes...
After some time....
Drishti:- ab hume vapas chalna chahiye...
Rakshit:- hum saath rehna chahiye..
Drishti feel rakshit body getting so warm...
Drishti:- rakshit tumhara fever badh raha he... chalo yaha se...
Precap:- drikshit..
