1| Raabta

11.1K 760 148
                                    

Uska naam Amal Baig tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Uska naam Amal Baig tha. Jaan se zyada chahte the sab usko. Par wo uski jaan ki.
Uske dil ka sukoon thi. Masoom sa
uska chehra tha. Aur dil itna saaf tha uska ke koi bhi uss par apna dil haar baithe.

Aur wo bhi koi Badshah se kam na tha. Usse bhi shatranj ka khel khelna
aata tha. Siyasat main kuch iss tarah as ghum tha woh ki use kisi ki fikar nahi. Siwaye Amal ke. Aakhir Jaan hai wo uski. Taakat ke nashe main wo iss tarah malang tha ke use sukoon ka andaza nahi. Par uska sukoon tou sirf Amal main basta tha.

Mohabbat ke bhi tou apne dastoor hai. Bina kuch liye usse thodi chain hai. Usse
bhi tou mahbub ki azmaish lena pasand hai. Usse bhi logon ko tadpaa kar sukoon ka ehsaas dena pasand hai. Aise hi tou mahbub ki qadar paida hoti hai. Warna insaan isi malaal rah jaaye ke usne kabhi apni mohabbat ka izhaar nahi kiya.

Malaal tou ek aisi cheez jou hamare dil ko jalaa kar raakh kar deti hai. Sukoon or neend cheen leti hai. Yeh tou insaan ko andar se khaa jaati hai. Aur insaan andar se hi marr jaata hai.

A soft chuckled escaped her lips as she pushed the strands of hair behind her ear. Clad in a white outfit, she was looking breathtaking as ever. Her maroon color embroidered shawl was on her shoulder. Her caramel brown luscious hair was covered with the georgette white dupatta. She was graceful as ever. She was looking modest in that white outfit without the hint of makeup.

There she was, Amal Baig.

Wo tou shahzadi hai. Itni khoobsurat aur haseen hai ke lafzon mein bayaan karna aasan nahi. Use tou wo saade libaas main bhi acchi lagti. Uske paas ek kashish thi jou sabko apne paas khinchti. Allah ne saare jahan ka noor uss masoom ko de rakha tha. Aur iss baat
ka ilm naa tha.

Amal was sitting with her friends in the canteen sipping on the caramel milkshake.

"Yeh lo. Sambhal kar rakhna aur apni mumani jaan ko de dena. Kah dena unse ki unki hone wali bahu ne bheja hai," Meera passed her the envelope and her eyebrows furrowed.

"Agar tumne koi chuss maari haina tou samajh lena tumhari khair nahi. Kya hain yeh?" Amal glared as she opened the envelope.

There were photos of her dearest friend and the biodata.

"Astagfirullah. Meera, zara sharam kar lo. Kitne bade hain wo tumse. Koi sawal hi paida nahi hota ke main mumani jaan ko yeh du," Amal scoffed throwing the envelope on her face.

"Ek baar tou unhe meri tasweer dikhau. Dekh lena woh apna dil haar baithenge. Kya pata unke kadam hamare ghar main bhi pad jaaye. Haaye Allah, maine pure shaher ko mithai deni hai. Banda itna hot hai aur handsome hai. Wallah. Tum nahi chahti ke main tumhari bhabhi banu?" Amal rolled her eyes at her friend's words.

𝑈𝑓𝑎𝑎𝑛-𝑒-𝑆𝑢𝑟𝑜𝑜𝑟Where stories live. Discover now