After 8 years-
Tanya- Aarvi di aap aisa kyun bol rhe ho
(Tanya udaas hokar Aarvi ko bolti hai jisne kaha ke Tanya bohot lalchi hai aur uske Bhai ko usse chinna chahti Hai)
^
|
TanyaAarvi- tum bohot buri ho tumne ne Bhai ko chinn liya wo sirf tumhaare saath khelte Hain
(aarvi bolti hai aur muh phula leti hai)
^
|
Aarvi(Aarvi aisa bolke Tanya ko dhakka deti hai but tabhi Krish aakar Tanya ko parkar leta Hai aur bolta Hai)
Krish- Aarvi tumne Tanya ko dhakka kyun maara
Aarvi- kyunki Tanya ki wahah se ab koi mujhse pyaar nhi kalta
(Aarvi bolti hai aur rone lagti hai.uski aawaz sunkar sab garden main aate Hain jahaan wo log the)
YOU ARE READING
REPLACEMENT BRIDE
FanfictionY/N a girl who thinks no one loves her what will happen when she have to marry a boy as an replacement of his bride