Dobara garam ki gayi chaaye aur phir se ek baar kiye gaye bharose par tike rishte; dono mein hi ek si baat nahi hoti....
Chaaye toh deti hai har mausam mein chaiin... Par na jaane kyun ye dosti mausami si ho gayi hai... Chahe mausam kitni baar hi kyun na badle; ek cheez kabhi nahi badalti-- Chaaye, Chaaye, Chaaye; kadak, garam, masaledaar chaaye... Ye toh hai permanent saathi-- Sukh mein, dukh mein, sar dard mein, kaam mein... Par aaj kal rishte zara bina warranty ke tikaau aane lage hain...
Dobara garam ki gayi chaaye aur phir se ek baar kiye gaye bharose par tike rishte dono mein hi ek si baat nahi hoti...
#YashikaWrites
YOU ARE READING
THE POETIC WORLD....
PoetryHop in for a world of self-musings and interest grabbing real poetries... Poetry, for me, is a great and musical 🎶 form of expression which takes me to a world full of relaxing imaginations... That world is free of all thoughts 💭 of the real work...