2.RAM JI KA LAL

145 1 2
                                    

Ram ji ka lala,Bhim ji nirala.

Dalito ka karne uddhar,

Dhara par Buddh kiya svikar.

Bharat ka sanvidhan banaya,

Dalito ko unka hak dilvaya.

Gandhi ji ki jan bachakar,

Kasturba pe kiya upkar,

Dhara par Buddh kiya svikar.

Hamko diya hai buddh ka saya,

jivan hamne safal banaya,

Panch shil ko pakar hamne,

Sukh ka liya adhar,

Dhara par Buddh kiya svikar.

Shikchha sagh aur sangharso ka,

Path padaya hai in sab ka,

Arakchhan ka marge bata kar, 

dalito ko diya adikar,

Dhara par Buddh kiya svikar.

                                                          By-Surendra Kolhekar

Das Kavitayeजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें