sunita aur anita pakki saheliyan

37.1K 5 2
                                    

sunita aur anita pakki saheliyan thi. dono eik doosarey ki har

baat ki raazdar to thie jo kam karati thi ikathe karati thi. canteen

mein milengi to dono library mein hongi to dono. akeli koyee bhi aap

ko nahin milegi.

sunita ki sagayee ho gayee to anita ko gussa aa gaya kahane

lagi ' jab aaj tak hum ne koyee kaam alag nahi kiya to tune sagayee

akele kaise karwa li.'

sunita ne kaha ' meri payari sakhi bata isme main kaya kar

sakati thi maine khud to sagayee ki nahin ghar walon ne kar di voh bhi

mere mana karane ke bawazood.'

' kaya tune ladaka nahin dekha bina dekhe hi sagayee ho gayee'.

' lakaka maine nahin dekha han ladaka mujhe dekhane jaroor

aaya tha aur main usdin na nahayee thi na hi koyee achhe kapade pehane

thei taki voh na kar jaye lekin usne han kar di aur mujhe aaj hi pata

laga hei. ab bata main kaya karti.'

' jab voh tujhe dekhane aa rahe thei to tu mujhe bata sakati thie.'

' mujhe bhi nahin pata tha ke voh mujhe dekhane aa rahe hein'.

' theek hai tune apana vada toda hei. hum ne aapas se eik

doosari se vada kar rakha tha ke hum eik hi din shadi kareingi aur eik

hi raat suhagraat manayein gi, ab tu akeli shadi karegi aur akele hi

suhagraat manayegi.'

' ab ismein main kaya kar sakati hun, tu hi koyee raasta

nikal maine tujhe bataya hai ke yeh sab meri marazi ke bina huya hei

aur meri jankari ke bina'.

' chalo ab shadi to teri ho jaye gi lekin suhagrat to hum

ikathi mana sakati hein.'

' voh kaise'.

' dekh suhagraat yani honeymoon manane to kahin bahar jayegi

aur kisi hotel mein manayegi.'

' voh bhi main nahin keh sakati, ladake walon ki marazi hei.'

' kaya ab tu ladake se shadi ke pehale nahin milegi.'

' kayon nahin lekin voh bhi ladaka hi pehal kare to achha

hei main to nahin keh sakati.'

' theek hai mujhe uska telephone number de main programme

banayu gi, aur main hi poochh loongi ke honeymoon manane kaha ja rahe

ho.'

' us se kaya hoga agar pata lag bhi jaye ke kahan ja rahe hain.'

' yeh mere par chhod de tu dekhati reh main kaya karati hun,

lekin tujhe apana vayada yaad hei ke hum dono suhagraat ikathe manayen

gi.'

' are baba yad hei aur jaise tu karana chahe kar lena mujhe

koyee eitraz nahin.'

suneeta ki shadi ho gayee aur jab voh honeymoon mananey ke

liye manali gaye to anita bhi manali pahunch gayee aur jis hotel mein

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Nov 01, 2009 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

sunita aur anita pakki saheliyanWhere stories live. Discover now